Features Video

header ads

Android mobile ko reset kaise kare

Android Mobile ko Reset ya Formet kaise Kare

                 hii welcome to readers am Ravi kumar
Aaj ham janenge ki ham apne android mobile ko reset
kaise kare.
Sabse pahle ham jaan lete hai ki mobile ko  reset kyon kare..

1… Jab hamara mobile slow chalne lagta hai yaa koi bhi
     application time lagata hai khulne mei.

2… Jab hamara mobile hang hone lage yaa koi bhi
     application open kare to rook jaye.

To dosto ab ham jaan chuke hai ki apna mobile ham kyon reset kare. To chaliye dosto ham topic pe aate hai.

to sabse pahle ham apne mobile ke setting me jaate hai fir  Backup & reset pe click karte hai.


 Is par click karne ke baad aapko 
 factory data reset ka butten par click karna hai jaisa ki mane
    image me dikhaya hai.







Ab aapko Reset phone par click karna hai.


Ab aapko erase evrything par click karna hai. Is par click karte hi aapka mobile reset ho jayega ..



To ab aap jaan chuke hai ki mobile ko reset kaise kiya jata hai.
Agar aapko kahin bhi naa samajh me aaya ho to aap comment karke pooch sakte hai !


Post a Comment

2 Comments

  1. Most valuable content on your blog. I am really very big follower of your blog after reading your blog. This is first time when I visited your blog. I am beginner as a blogger and this is my blog - www.sadupayog.blogspot
    I wanted to add a Facebook-Twitter sharing button floating widget in my blog. So please please suggest me how can I add this social sharing button floating widget like you.
    I am waiting for your blog Thank You.

    ReplyDelete
  2. Thanks manish ji mere blog me visit karne ke liye and sorry mai busy tha

    ReplyDelete

Apna comment yahan par likhe